Dua!
Wo tmam mere hamaqtein jo jui gunah ki chaon me,
Wo amal ki sari kasaftein jo likhi gai hain fizaon me,
Tere samne hai zarah zarah
Teri zaat waqif-e-hal ha,
Mein bura shi mujhay bakhsh de
Mere dil ko sakht malal ha,
Meri neend aankhon se dur ha
Mera maazi bohat kharab ha,
Ye karam hai Rab-e-Jahan tera
Mere hr gunah pe naqab ha,
Tujhay ikhtiar hai sab ka sab,
Mera tuj se itna sawal ha
Tu maaf kr tu Kareem ha
Tu Rab-e-Zuljalal ha.
(Ameen)
morning islamic greetings
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment